Evolution of MAN
Shaadi ke pehle: Heri No. 1
Shaadi ke Baad: Coolie No. 1
Shaadi ke pehle: maine pyar kiya
Shaadi ke Baad: yeh maine kya kiya ?????
Shaadi ke pehle: janeman mat jao
Shaadi ke Baad: jaan mat khao ???
Shaadi ke pehle: tum bin raha na jaye
Shaadi ke Baad: tumhe saha na jaye
Shaadi ke pehle: kuch to bolo
Shaadi ke Baad: kabhi chup bhi ho lo ??
Shaadi ke pehle: I LOVE YOU
Shaadi ke Baad: aaj phir aalu ??
Shaadi ke pehle: Milne kab aaogi
Shaadi ke Baad: Maike kab jaogi ??
