|
Rahul
Site Admin
Joined: Tue May 30, 2006 10:42 am Posts: 89564 Location: Behind You
|
 Mar Jawaan Mar Jawaan
Movie : Fashion (2008) Music Director: Salim Merchant, Sulaiman Merchant Director: Madhur Bhandarkar Producer: Ronnie Screwvala Starring: Priyanka Chopra, Kangana Ranaut, Mugdha Godse, Arbaaz Khan Lyrics: Sandeep Nath, Irfan Siddique Song Title Mar Jawaan
Mar Jawaan Lyrics Mar jawaan, mar jawaan, Tere ishq pe mar jawaan, Mar jawaan, mar jawaan, Tere ishq pe mar jawaan,
Bheege bheege sapno ka jaise khat hai, Haii.. Geeli geeli chahat ki jaise lat hai, Mar jawaan, mar jawaan, Tere ishq pe mar jawaan, Mar jawaan, mar jawaan, Tere ishq pe mar jawaan…
Soche dil ki aisa kaash ho, Tujhko ek nazar meri talash ho, Jaise khwab hai ankhon mein basse meri, Waise needon pe silvate pade teri, Bheege bheege armaano ki rahad hai, Haii Geeli geeli khwahish bhi to behad hai, Mar jawaan, mar jawaan, Tere ishq pe mar jawaan, Mar jawaan, mar jawaan, Tere ishq pe mar jawaan..
mar jawaan..hoo…
|