Joined: Sun Aug 26, 2007 9:59 pm Posts: 7474 Location: OBVIOUSLY EARTH!!
Tu Saala Kaam Se Gaya - Golmal Returns
Movie : Golmaal Returns Music Director : Pritam Singer(s) :Anuska Manchanda Lyricists :Sameer Song Added: 2008-09-30 Mood/Type : Rock/Disco
Tu Saala
Maine tujhse pyaar kiya hai Tu hai meri jaan Meri har dhadkan kehti hai Main tujhape qurbaan]2
Tera zara sa bhi dola jo imaan Tu saala kaam se gaya
Hua tera kaam tamaam Tu saala kaam se gaya Tera dil jo hua beimaan Tu saala Tu saala Tu saala Kaam se gaya
Teri nazaron pe Jaan-e-jaan meri nazar hai Teri saari harkato ko Mujhko khabar hai
Are mastiyo mein duba hua hai Tujhe nahi fikar hai Aaja aaja hosh mein aaja
Tera zara sa bhi dola jo imaan Tu saala kaam se gaya Hua tera kaam tamaam Tu saala kaam se gaya Tera dil jo hua beimaan Tu saala kaam se gaya
Aisi waisi galiyon se kabhi na gujarana Kisi bewafa ke chehre pe tu na marna Mujhse kabhi bhi Tu bewafaai na karna Sach kehti hoon jaanu rehna saavdhan Tera zara sa bhi dola jo imaan Tu saala kaam se gaya
Hua tera kaam tamaam Tu saala kaam se gaya Tera dil jo hua beimaan Tu saala kaam se gaya
[Maine tujhse pyaar kiya hai Tu hai meri jaan Meri har dhadkan kehti hai Main tujhape qurbaan]2
Tera zara sa bhi zara sa bhi zara sa bhi Dola jo imaan Tu saala kaam se gaya
Hua tera kaam tamaam Tu saala kaam se gaya Jo na bachake raha tu meri jaan Tu saala kaam se gaya
_________________ I m not a STRANGER, M just a Friend u haven't met!!